Zulm Bhi Karte Hai Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Zulm bhi karte hai
Zulm bhi karte hai aur kehte hai
Fariyad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam
Main hu tera meri
Ummid ko nasad na kar
Meri ulfat ko samajh le
Meri ulfat ko samajh le
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samajh le
Kuch na pucho bade
Zalim hai zamane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Dil kahi aankh kahi
Ja ke milane wale
Ab koi yaad bhi aaye to
Use yaad na kar
Ek bulbul pe sitam
O mere saiyad na kar
Ek bulbul pe sitam
Hai zamane wale
Sab to zalim nahi hote
Hai zamane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Ishq mein jaan bhi
Dete hai nibhane wale
Haye re betat na kar
Meri ulfat ko samjhle
Mujhe barbad na kar
Meri ulfat ko samjh le
Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Pyar sach hai to hume
Koi shikayat hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Yeh na samajho ke hume
Tumse mohabbt hi nahi
Pyar se dil mein sama
Dil ki fariyad na kar
Pyar se dil mein sama.