Zulf Mahakengi Gardish Mein Lyrics

in

"Zulf Mahakengi Gardish Mein" Song Details:

Movie: Yari Dushmani (1980)
Singer(s):Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lyricist(s):Rajendra Krishan
Composer(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director(s):Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Genre(s):Dance
Director(s):Sikandar Khanna
Music Label:© Saregama
Starring:Sunil Dutt, Reena Roy, Amjad Khan, Shakti Kapoor, Daljit K, Roopesh K, Jankidas, Nandita Thakur, Agha, Gulshan Bawra, Bharat Bhushan, Birbal, Rajan Haksar, Hercules, Raj Kishore, Dev Kumar, Lalita Kumari, Mukri, Rajendra Nath, Jagdish Raaj, Asit Sen, Sunder, Bhushan Tiwari, Tun Tun

Zulf Mahakengi Gardish Mein Lyrics – Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

lyricsbogie.com
Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Zulf mahkegi
Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega

Rat aayi hai yu jagmagayi hui
Julf chandan ke ras mein nahai hui
Rat aayi hai yu jagmagayi hui
Dekhna ban ke kate chubhe na kahi
Wo kali jo ke hai chot khai hui
Ik naye rang mein
Ik naye rang mein intkam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Zulf mahkegi

Subah aaye na aaye hamein gum nahi
Rat bhar ki ye fursat koi kam nahi
Subah aaye na aaye hamein gum nahi
Jo andhere luta kar ujala kare
Roshni se ye kahdo ke bag hum nahi
Mit gaye to
Mit gaye to shahido mein nam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega.

Zulf Mahakengi Gardish Mein Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.