Zuban Khole Lyrics – Shankar Mahadevan
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein
Ke rakh le raaz dil mein…
O ke rakh le raaz dil mein
Aur dede dil nishaani mein
Dede dil nishaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein
Ke rakh le raaz dil mein
Aur dede dil nishaani mein
De de dil nishaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Hazaaron khawaab dekhe…
Hazaaron khawaab dekhe,
Tu raha lekin pas-e-pardah
Hazaaron khawaab dekhe,
Tu raha lekin pas-e-pardah
Tu raha lekin pas-e-pardah
Huwi jaati hai ab had sabr ki
Huwi jaati hai ab had sabr ki
Is umr-e-faani mein
Huwi jaati hai ab had sabr ki
Is umr-e-faani mein ke
Rakh le raaz dil mein
Aur dede dil nishaani mein
Dede dil nishaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein
Lapakti aati hain maujain…
Lapakti aati hain maujain
Tumhaare lab ke bosay ko
Lapakti aati hain maujain
Tumhaare lab ke bosay ko
Tumhaare lab ke bosay ko
Chale aate ho kis andaaz se
Dariya ke paani mein
Chale aate ho kis andaaz se
Dariya ke paani mein
Ke rakh le raaz dil mein
Aur dede dil nishaani mein
Dede dil nishaani mein
Zubaan kholain…
Ke patthar moum ho uthe,
Lagi hai aag paani mein
Patthar moum ho uthe,
Lagi hai aag paani mein
Aag paani mein…
Aag paani mein…
Lagi hai aag paani mein…
Lagi hai aag paani mein
Ke patthar moum ho uthe,
Lagi hai aag paani mein ..
Lagi hai aag paani mein
Yeh kesa dard hai…
Yeh kesa dard hai nirdosh,
Teri noha khawaani mein
Teri noha khawaani mein
Ke rakh le raaz dil mein
Aur dede dil nishaani mein
Dede dil nishaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein
Zubaan kholain ya keh dain daastaan
Ham bezubaani mein.