Zindigi Uljhano Se Bhari Lyrics – Antara Chowdhury
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Phul sapano ke murajha gaye hai,
Aankhon mein aansuo ki nami hai
Meri ummid ki har kiran
Par dhul ki abb toh chaadar jami hai
Phul sapano ke murajha gaye hai,
Aankhon mein aansuo ki nami hai
Meri ummid ki har kiran
Par dhul ki abb toh chaadar jami hai
Dil mera siskiya le raha hai,
Meri saaanson se uthati hai aahein
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
De raha hai mujhe woh dilaasa
Saath hoon main tere har kadam par
Phir yeh chehare pe kyun hai niraasha
Koyi mujhame jo chhupakar hai baitha
De raha hai mujhe woh dilaasa
Saath hoon main tere har kadam par
Phir yeh chehare pe kyun hai niraasha
Aayenge phir woh khushiyonke lamhe,
Waqt ki sun le tu yeh sadaaye
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein.