Zindagi (Title) Lyrics – CarryMinati
Bachpan se socha kaisa hoga bada hona
Har baat pe chup hua randirona
Pehli baar jab zindagi me hua dhokha
Esa laga dubara na milega ye mauka
Khud ko roka, khud ko toka
Bolti main sach jaanne k liye chota
Khud ko kosa khud ko bola
Ye pyaar ba ek baar ka he hota
Pehchan badke mere khaufnaak roop se
Shaktishali banta banda baar baar doob k
Suit me baithe mere jaise kalakaar
Lutne ne loop pe chalta mera gaana
Radio booth pe, bhulte jo sapne dekhe skool mein
Aayege mere fan mujhse milne shoot pe
Ruthte, fir dikkato ko bhul kar, ghumte
Dimaag or dil k beech aatki meri zindagi
Gir k uthne ka naam he hain zindagi
Road se crore tak ki hai ye zindagi
Galt mod pe khadi hai meri zindagi
Dimaag or dil k beech aatki meri zindagi
Gir k uthne ka naam he hain zindagi
Road se crore tak ki hai ye zindagi
Pehle ek din lagta pura saal tha
Pata na chalta ab saal bhi kaha gaya
Pehel saath dosto ka jhund khelta tha
Sochta hu unki manzilo me kya likha tha
Chote khake seekha ladne ka tareeka
Sab kuch paa kar kuch bhi na jeeta
Haa main jeeta dunia ka rang pada feeka
Ha main cheeka soch soch k jo mujhpe beeta
Ghutno par roti vo meri aakhri yaad hain
Mujhse pehle bhi vo or kisi k saath hain
Kya karu jab mere seene me lagti aag hain
Pyaar karne kaa kaisa milta ye inaam hai
Dheere dheere ghut ta dam har raat hain
Guzara jitna waqt ab lagta paap hai
Poora karta koi or uske khawaab hai
Fir bhi rehna chahti vo mere saath hai
Galt mod pe khadi hai meri zindagi
Dimaag or dil k beech aatki meri zindagi
Gir k uthne ka naam he hain zindagi
Road se crore tak ki hai ye zindagi
Galt mod pe khadi hai meri zindagi
Dimaag or dil k beech aatki meri zindagi
Gir k uthne ka naam he hain zindagi
Road se crore tak ki hai ye zindagi
Galt mod pe khadi hai meri zindagi
Dimaag or dil k beech aatki meri zindagi
Gir k uthne ka naam he hain zindagi
Road se crore tak ki hai ye zindagi.