Zindagi Lekar Hatheli Par Lyrics – Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Manna Dey
Ab dhadkano ki khair ho
Julf mein uljha hai dil ab
Uljhano ki khair ho
Dusmano ke sath kitne
Pyar se baithe ho tum
Ye dua hai aaj mere
Dusmano ki khair ho
Aji dekhte hai khubsurat
Pyar ki taswir ko
Aaj dete hai dua hum
Apni hi takdir ko
Teer khana ka maja hai
Aap hi ke hath se
Haske rokenge jigar par
Aapke har teer ko
Haske rokenge jigar par
Aapke har teer ko
Zindagi zindagi lekar hatheli par
Deewane aa gaye
Zindagi lekar hatheli par
Deewane aa gaye
Aji teer khane ke liye
Ban kar nishane aa gaye
Teer khane ke liye ban kar
Nishane aa gaye
Yun to majnu ko mare kafi
Jamana ho gaya
Kafi jamana ho gaya
Kafi jamana ho gaya
Jaan dena pyar mein
Kissa purana ho gaya
Kissa purana ho gaya
Kissa purana ho gaya
Muskurana dil ke mitne ka
Bahana ho gaya
Jal julfo ka bichha to
Kaid khana ho gaya
Jal julfo ka bichha to
Kaid khana ho gaya
Laut kar, laut kar fir kaid mein
Kaidi purane aa gaye
Laut kar fir kaid mein
Kaidi purane aa gaye
Khair ho mahfil ki mahfil mein
Deewane aa gaye
Khair ho mahfil ki mahfil mein
Deewane aa gaye
Aapne dekha hame aur
Dil nishana ho gaya
Aji dil nishana ho gaya
Aji dil nishana ho gaya
Aaj deewano ke marne ka
Bahana ho gaya
Aji hai bahana ho gaya
Aji hai bahana ho gaya
Aji aap kahti hai kissa wo
Purana hai gaya
Aaj fir jinda wo majnu ka
Fasana ho gaya
Dekhiye hum aapko
Laila banane aa gaye
Dekhiye hum aapko
Laila banane aa gaye
Teer khane ke liye ban kar
Nishane aa gaye
Teer khane ke liye ban kar
Nishane aa gaye
Ye mere payal nahi hai
Jindagi ka saaz hai
Jindagi ka saaz hai
Jindagi ka saaz hai
Jo mere dil me chupi hai
Ye wahi aawaz hai
Ye wahi aawaz hai
Aji ye wahi aawaz hai
Kaun jane mere dil pe
Aaj kaisa raj hai
Aag ko shola banana
Husn ka andaz hai
Aag ko shola banana
Husn ka andaz hai
Aap kyu hoye
Aap kyu is aag mein
Daman jalane aa gaye
Aap kyu is aag mein
Daman jalane aa gaye
Khair ho mahfil ki mahfil mein
Deewane aa gaye
Khair ho mahfil ki mahfil mein
Deewane aa gaye
Teri payal ki khanak mein
Maut ki aawaz hai
Aji maut ki aawaz hai
Aji maut ki aawaz hai
Do ghadi ka geet hai
Ye do ghadi ka saz hai
Aji do ghadi ka saaz hai
Aji do ghadi ka saaz hai
Apna daman to jalana
Ishk ka andaz hai
Ye wahi samjhenge jinko
Apne dil pe naaz hai
Ye wahi samjhenge jinko
Apne dil pe naaz hai
Naaz wale haye
Naaz wale aaj apna
Dil jalane aa gaye
Naaz wale aaj apna
Dil jalane aa gaye
Teer khane ke liye ban kar
Nishane aa gaye
Teer khane ke liye ban kar
Nishane aa gaye.