Zindagi Khoobsurat Hai (Title Track) Lyrics – Udit Narayan
Chote chote sapne ho sapne wo apne ho
Chote chote sapne ho sapne wo apne ho
To yaro kya bat hai
Dil me ujala ho khud ko sambhala ho to yaro kya bat hai
Yahi jina hai, yahi jina hai,
Yahi jina hai, yahi jine ki surat hai
Zindagi khubsurat hai, zindagi khubsurat hai
Chote chote sapne ho sapne wo apne ho, to yaro kya bat hai
Sukh apna jo bat do jake palat ata hai
Dukh ka dukh ham kyu kare bate ghat jata hai
Sukh apna jo bat do jake palat ata hai
Dukh ka dukh ham kyu kare bate ghat jata hai
O khusiyo ko bat gum ki kise jarurat hai
Zindagi khubsurat hai, zindagi khubsurat hai
Chote chote sapne ho sapne wo apne ho, to yaro kya bat hai
Neele gagan ki ot me pyasa hai har koi
Chand sitare suraj insa sab ko gila hai koi
Neele gagan ki ot me pyasa hai har koi
Chand sitare suraj insa sab ko gila hai koi
Oye sab adhure hai sab ki koi jarurat hai
Neele gagan ki ot me pyasa hai har koi
Chand sitare suraj insa sab ko gila hai koi
Kat jata hai jiwan kadwi mithi bato se
Sahar to ek dil honi hai kyu darta hai rato se
Bas hosle ki jarurat hai
Zindagi khubsurat hai, zindagi khubsurat hai
Chote chote sapne ho sapne wo apne ho, to yaro kya bat hai
Il me ujala ho khud ko sambhala ho to yaro kya bat hai
Yahi jina hai, yahi jina hai,
Yahi jina hai, yahi jine ki surat hai
Zindagi khubsurat hai, zindagi khubsurat hai
Zindagi khubsurat hai, zindagi khubsurat hai.