Zindagi Aisi Waisi Lyrics – Papon
Unche unche chhote
Chhote girte taare chunta
Neeche neeche dharti kheenche
Paanv paanv dharta ja
Gaayegi woh sur toh mila
Naachegi woh chahiye ishara
Dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho
Suni suni dhun si na
Ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho
Sooraj thakaye jab
Bhi badal garaj uthe
Raat daraye toh
Chand aa jaaye
Toofan mein halke
Fulke patte na reh chhote
Pani ki bhari boonde thehraye
Zindagi toh humko bhi
Yun hi khushi se hi manaaye
Khushi naa ho gham bhi na ho
Jo do teri marzi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho
Suni suni dhun si na
Ho dekhi chhui jaisi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho
Kyun hum khoye kyun hum soye
Bhari palke khwabon ko dhoye
Soyi khoyi si hai raahein
Par hum safar karte hain
Kabhi akele kabhi sath
Hum safar karte hain
Khuli aankhon se
Dekhi hai zindagi
Khwabon ko bhi
Uske hi nazar karte hai
Woh saahil hai woh manzil hai
Kabhi sath chale kabhi door mile
Aisi na ho waisi na ho
Kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho
Aisi na ho waisi na ho
Kise pata kaisi na ho
Mili agar toh zindagi
Aisi waisi na ho.