Zindagi Lyrics – Akriti Kakar, Mohit Chauhan
Aasmaan rhe payega
Kya kabhi koi
Sitare tod payega
Chaahatein to hain
Han ye hum sabhi
Zindagi ke par gin saken
Zindagi magar esi hai kahan
Uungaliyon pe jo mil sake
Kesi ye zindagi
Jesi ye zindagi
Mat jeena chhod do
Magar zindagi
Kesi ye zindagi
Jesi ye zindagi
Bas rhene do uuse
Ye zindagi
Dil ye dhoond raahatein bhi
Poori karna chaye
Chaahatein bhi
Fir uuspe kar rha hai
Lo shikayate bhi
Kuchh aur sooratein bhi hongi
Sapno ki keematein bhi hongi
Kyo chaye keemato mein
Ye kifayatein bhi
Kaash ho sake
Yun ke hum sabhi
Man pasand sapne chunein
Zindagi magar esi hai kahan
Jesi chaye vesi bunein
Kesi ye zindagi
Jesi ye zindagi
Mat jeena chhod do
Magar zindagi
Do alag disha
Mein bhe ke bhi
Dil mein jo hai
Vo khe ke bhi
Mumkin hai zindagani
Sang rhe ke bhi
Do dilo ke beeche ki
Ye doori
Ek tarfa chal ke
Hogi poori
Kab kisne teh kiya hai
Ye nahi jaroori
Chaahatein to hain
Han ye hum sabhi
Pyaar humko bhi
Mil sake
Badale mein magar
Sharat hai yahi
Sath har kadam chal saken
Kesi ye zindagi
Esi ye zindagi
Mat jeena chhod do
Magar zindagi
Han yahi hatheliyon mein
Aasmaan rahe jayega
Chayega to tu
Sitare tod payega
Laazmi nahi
Zindagi ke par
Uungaliyon pe hum gin sake
Kaafi hai yahi
Humse zindagi jo kahe
Hum sun sake.