Zaruratich Nai Hai (Title) Lyrics – Emiway Bantai
Zaruratich nai hai
Zaruratich nai hai
Yeh sabki apne ko
Zaroorat ich nahi hai
Sone ki inke paas karwatich nai hai
Achhi khaasi inki porwarish nai hai
Zaruratich nai hai
Zaruratich nai hai
Boht syaane bante marketing pe
Game inka chalta hai
Baghair paise lagaye
Inka fame nahi chalta hai
Apna khel bhalta hai
Organic pe hi chalta hai
Na lagata paisa main kisi ko batane
Zaroorat ich nahi hai
Yeh pateli maarke chadhte jis pe
Parvatich nahi ae
Mujhe zaruratich nai hai ha ha ha
Sone ki inke paas karwatich nai hai
Beta!
Achhi khaasi inki porwarish nai hai
Nai nai nai
Yeh maska lagaate hain sasta wala
Aur artist ko topa pehnaate hain
Yeh choosenge jab tak paisa banega
Phir muddal nazar aate hain
Paisa nai aayela artist ke khaate mein
30 hazaar budget dum nahi hai baaton mein
Aankhon nai hoti yeh band yahan raaton mein
Main nai aane wala in sabke baaton mein be
Bi**h
Magaj maari kam rakhta
Zindagi mein tanta nai
Kaun kya bolta mere baare
Parwah mujhe ghata nai
Koyi samjha nai isliye main
Yeh samjhane aaya hoon
Yeh 5 saal ki mehnat hai
Aaj jo kuchh bhi main paaya hoon
Aur laaya hoon gaane mere bhar bharke
Yeh bajte hain raste pe, gaadi pe
Aur chhotu yahan sabke ghar ghar pe
Haan!
Who got the swag boy
We got the swag
Fans apne har jagah ho gaye
To maza aa raha jagah jhumo!
Hey haan!
Bharat se fans mere
Aur beta baahar gaanv tak
Gharwale kehte mujhko
Beta ghar se baahar paanv rakh
Baahar paanv maine rakh diya
Jo likhta gaya sab bak diya
Sab mere saamne mitha bante
Asli bano bhai shukriya
Kyunki
Wegrindin fuycking hard boi
You ppl struck in traffic
Apun abse hard boi
We got the swag boi
Ha swag ayela hai
Hafte mein 2 baar nahayela hai
Studio me rehta hoon
Karun kaam din shaam
Tab jaake apun machayela hai
Machayenge!
Har jagah yehi chal raha hai
Meri koyi ghalti nahi boy tera chal raha hai
Party in on khula dhakel raha hai
Jo bhi mil raha mujhse milke machal raha hai
Main famous hua
Ajj baatcheet beta alag hai
Izzat de izzat milegi
Warna main gaane se detha main halak pe
100 watt bulb hai tu ghalat hai
100 watt bulb hai tu ghalat hai
Abbe aage ka dekh rahe ho palat be
Abbe aage ka dekh rahe ho palat be
Public ko kaafi hai mera ek jhalak be
Apun bheed mein dikhte hain alag se ha ha ha
Zaruratich nai hai
So kisi ko bhi kisi cheez ki
Zaruratich nai hai
Upar wale ne sabko sab kuchh de rakha hai
Bas dhoondho nikalo machao
Aur khud ko is duniya se bachao ha ha ha
Peace out!.