Zaroori Bewakoofi Lyrics – Mohit Chauhan
Ek baar ki baat thi
Ek dum fizool ki
Parinda ek suljha tha
Patang se uljha tha
Ulta wo pulta wo
Mohabbat se phisla woh
Gir kar sambhal kar wo
Khoya khoya sa hans kar wo
Akhiyon ki masti me
Jo dastan ye jhalakti hai
Dikhti hai chhupti hai
Haule se bulati hai
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Baith kar wo sochta
Parinda tha jo hamara
Dagmaga chuka tha
Phir irada hichkichaya
Sawalon se door jawabon se door
Us ehsaas ke pass jo khud me
Khud me bhar poor
Lagti bas khud ki
Par hai wo ab sabki
Ek rangon ki toli
Aabaad aur azaad aisi kamal ki
Yeh sapnon ki jholi
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi
Phir maqsad bhi muskuraya
Aur uska waqt bhi palat aaya
Ek phasne phasane ka
Fasana ab gudgudaya
Soch se uchhla wo
Atrangi parinda wo
Koshish ko poora karna tha
Us falak ko jhatakna tha
Tasveerein ummeedon ki
Soyi huyi un khwaabon ki
Jhank kar nazar aayein jo
Lagatar wo pukar kar mil jayein
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si
Zaroori bewakoofi si
Kahani atrangi si
Paheli anokhi si
Thodi adhoori si.