Zarb E Jeena Lyrics – Vibha Saraf
Dohraye zindagi
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi
Beh gayi baraf jo kabhi
Jalti thi aag si
Reh gayi raat hai abhi
Banke bairaag si
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi
Zuni zuni raato mein dal pe
Udti thi chidiya to hum
Zuni zuni raato mein dal pe
Udti thi chidiya toh hum
Odha karte the na shikare me
Badan pe koi sharam
Sholo ka dariya jalta najariya
Pehle tha ab nahi
Ab hai bas siyahi
Zarb e jeena zarb e jeena
Mumkin na mumkin hua
Saanse bharne ko
Mausam gujarne ko
Ruka waqt kyun yaha
Nabzo ka chalna
Girna sambhalna
Tujhse tha ab nahi
Ab hai bas duhai
Zarb e jeena zarb e jeena
Thukraye zindagi
Beh gayi baraf jo
Kabhi jalti thi aag si
Reh gayi raat hai abhi
Banke bairaag si
Shamo me thandi hawao
Ka maja lete yuhi
Shamo me thandi hawao
Ka maja lete yuhi
Baithte chinar ki godi
Me rakh kar sar wahi
Bundo ka jharna
Baadal theharna
Pehle tha ab nahi
Ab hai bas sehrai
Zarb e jeena
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi
Zarb e jeena zarb e jeena
Dohraye zindagi.