Zara Thehro Lyrics – Armaan Malik, Tulsi Kumar, Amaal Mallik
ज़रा ठेहरों ज़रा बैठो
करनी है बातें
पास आओ और थोड़ा
सर्द है रातें
आसान होता तो मैं कबका
केह चुका होता
ऐसे तुम्हारे सामने
खामोश ना रेहता
ज़रा ठेहरों ज़रा बैठो
करनी है बातें
पास आओ और थोड़ा
सर्द हैं रातें
मेरी आँखों में साँसों में
पेहले भी ये ख्वाब चलता रहा
तेरी नींदों में छुपके से जाने से
जाने क्यूँ डरता रहा
बारिश की बूंदों सा
ये दिल गिरता बरसता है
तुम पास होते हो मगर
फिर भी तरसता है
ज़रा ठेहरों ज़रा बैठों
करनी है बातें
तुमको पाना चाहती है
मेरी बरसातें
कोई आये ना जाये ना
आओ ना ऐसी जगह पे ले चलूँ
जहां वक़्त हमारा रुका हो
और मैं अपने दिल की कहूँ
ज़रा ठेहरों ज़रा बैठो
करनी है बातें
और थोड़ी देर चलने
दो मुलाकातें.
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hai Baatein
Paas Aao Aur Thoda
Sard Hai Raatein
Aasaan Hota To Main Kabka
Keh Chuka Hota
Aise Tumhare Saamne
Khamosh Na Rehta
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hai Baatein
Paas Aao Aur Thoda
Sard Hai Raatein
Meri Aankhon Mein Saanson Mein
Pehle Bhi Yeh Khwaab Chalta Raha
Teri Neendon Mein Chupke Se Jaane Se
Jaane Kyon Darta Raha
Baarish Ki Boondon Sa
Ye Dil Girta Barasta Hai
Tum Paas Hote Ho Magar
Phir Bhi Tarasta Hai
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hai Baatein
Tumko Paana Chahti Hain
Meri Barsaatein
Koi Aaye Na Jaye Na
Aao Na Aisi Jagah Pe Le Chaloon
Jahan Waqt Hamara Ruka Ho
Aur Main Apne Dil Ki Kahoon
Dhadkan Ko Apni Ek Pal
Aaraam Na Dena
Is Mod Pe Aa Kar Ke
Dil Ko Tod Na Dena
Zara Thehro Zara Baitho
Karni Hai Baatein
Aur Thodi Der Chalne
Do Mulaaqatein.