Zara Sambhalna Meri Jaan Lyrics – Kamal Barot, Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Zara sambhalna meri jaan apni nigahe
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Na chhed aaj hai aur hi dil ki adaye
Na chhed aaj hai aur hi dil ki adaye
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Chand utar aaya…
Chand utar aaya jaise jami pe
Dunia najar aayi hamko yahi pe
Tujhe apni baharo ki khabar hai ke nahi
Teri apne isaro pe najar hai ke nahi
Teri najar jane haye apnai hame kya khabar
Rang nikhar aaya hai aaj tujhe dekh kar
Yahi pe rok le
Yahi pe rok le meri jaan apni nigahe
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Tere kadam aaye
Tere kadam aaye dil ke chaman me
Bijli si lahrayi sare badan me
Chalo chupa nai teri najar kuchh to hua
Mere dil ka tere dil se asar kuchh to hua
Dekh mere sapno ka shish mahal tod ke
Ab na kahi jana nahi tu sath mera chhod ke
Aabhi na azma
Abhi na azma sajna meri wafaye
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Na chhed aaj hai aur hi dil ki adaye
Zara sambhalna meri jaan apni nigahe
Ke tera mera naya naya pyar hua hai
Ke tera mera naya naya pyar hua hai.