Zara Rakhna Bharosa Lyrics – Mohammed Rafi, Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji
Ye dharam ka path hai rahi
Yaha rone ki hai manahi
Yaha sar ko hatheli par dharke
Chalta ja parbhu ke sipahi
Sahta ja sitam sahta ja jurm
Lut ta ja dharam ki shan me
Teri naiya chalegi tufan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji
Kabhi dhup to kabhi chaya
Ye to hai parbhu ki maya
Ye khel hai bada purana
Jug jug se chalta aaya
Kato ki dagar par karle safar
Na rahega kabhi tu nuksan me
Teri naiya chalegi tufan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji
Mat kar dukh se dil bhari
Na rahegi sada andhiyari
Tera koi na bigad sakega
Tera rakshak hai wo chakar dhari
Mat karna fikar tera
Parbhu hai jabar
Bada bal hai uske wardan me
Zara rakhna bharosha
Bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Bharosha bhagwan me
Teri naiya chalegi tufan me
Ho tera danka
Bajega re jahan me
Ho tera jhanda udega
Tera jhanda udega
Aasman me ho ji.