Zara Pehchano Lyrics

in

"Zara Pehchano" Song Details:

Movie: Dev Kanya (1963)
Singer(s):Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Bhagwat Dutt Mishra
Composer(s):S. N. Tripathi
Music Director(s):S. N. Tripathi
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):S.N. Tripathi
Music Label:© Saregama
Starring:Anita Guha, Sheila Kashmiri, Krishna Kumari, Mahipal, Mukri, Babu Raje, Ratnamala, Shribhagwan, B.M. Vyas

Zara Pehchano Lyrics – Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

lyricsbogie.com
Zara pehchano to main
Kaun kaha se aayi
Zara pehchano to main
Kaun kaha se aayi
Aaj saj dhaj ke meri preet
Dulhan ban aayi
Jaane kyu bahjne lagi mere
Man mein sahnai
Aaj saj dhaj ke meri preet
Dulhan ban aayi

Kitne pyare hai yeh
Aakash ke kale badal
Jaise in pyari pyari aankho
Mein lagta kajal
Jaise in pyari pyari aankho
Mein lagta kajal
Kaisi bal khati huyi jati
Hai gati lehre
Jaise chalne pe khankati
Hai tumhari payal
Bolo kya kahti hai san
San yeh purwai
Aaj saj dhaj ke meri preet
Dulhan ban aayi

Mera tan man mera sab
Kuch hai tumhara sajan
Mujhko prano se bhi pyara
Hai tumhara bandhan
Mujhko prano se bhi pyara
Hai tumhara bandhan
Hatho mein hath liya hai
To nibhana pi tum
Kaise bhulu ab use
Jispe lutaya jiwan
Meri aasao ki bagiya
Hai aaj muskayi
Aaj saj dhaj ke meri preet
Dulhan ban aayi
Jaane kyu bahjne lagi mere
Man mein sahnai
Aaj saj dhaj ke meri preet
Dulhan ban aayi.

Zara Pehchano Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.