Zara Dholki Bajao Goriyo Lyrics – Asha Bhosle, Udit Narayan
Eh hey, zara dholki bajao goriyo
Hamein naach ke dikhao goriyo
Ho zara dholki bajao goriyo
Hamein naach ke dikhao goriyo
Nazook kamariyaan se jhoom jhoom ke
Zara dhoomka lagaao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Zara dholki uthaao goriyo
Inhe naachna sikhao goriyo
Ho oh oh oh, zara dholki uthao goriyo
Inhe nachna sikhao goriyo
Inhe naaz hai bahut khud par
Inhe aaina dikhao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Ta na na na na, ta na na na na
Ta na na na na, ta na na na na
Hai, kaajal bin yeh kaali aankhen
Shaayad kaajal dhoond rahi hai
Bin saawan ke barsega jo
Aisa baadal dhoond rahi hai
Sad ke teri chaal pe jaaooon
Teri adaaon pe mar jaaoon
Kisi ved ko bulaao goriyo
Inki navz to dikhaao goriyo
Inka kaara hai bahut chad gaya
Inka paara neeche laao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Ta na na na na, ta na na na na
Ta na na na na, ta na na na na
Mehndi waale haath ka tere
Kis aashiq ka naam likha hai
Jisne dil ko pyaar sikhaaya
Us dilbar ka naam likha hai
Pakadi gayi hai ab teri chori
Ab to sab sach kehde gori
Inhe raasta dikhaao goriyo
Hamein nakhre na dikhao goriyo
Hamein apna banao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Zara dholki bajao goriyo
Inhe nachna sikhaao goriyo
Nazook kamariyan se jhoom jhoom ke
Zara dhoomka lagaao goriyo
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, ek sajan se sajan ki
Yeh ghadi hai milan ki, jaan se jaaneman ki.