Zamane Ki Buraai Lyrics – Vipin Sachdeva
Mujh mein hai sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Zamane ki buraai
Mujh mein hain sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahinn
Na koi acchayi,
Mujh mein hai sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Main pagal deewana hoon,
Main maanta hoon
Main pagal deewana hoon,
Main maanta hoon
Bada nasamajh hoon yeh,
Main jaanta hoon
Par badli nazron ko
Pehchanta hoon
Zamane ki buraai
Mujh mein hai sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Na koi acchayi,
Mujh mein hain sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Nigaahein mila ke,
Nazar modh lena
Nigaahein mila ke,
Nazar modh lena
Sapeene ko mazhdhar,
Mein chhod dena
Nahin maine sikha hain,
Dil tod dena
Zamane ki buraai
Mujh mein hain sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Na koi acchayi,
Mujh mein hain sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahinn
Jo dil kahe,
Dilruba mujhko kehna
Jo dil kahe,
Dilruba mujhko kehna
Duniya mein sab se,
Bura mujhko kehna
Par na tum, bewafa
Mujhko kehna
Zamane ki buraai
Mujh mein hai sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin
Na koi acchayi,
Mujh mein hai sanam
Magar bewafayi,
Mujh mein nahin.