Zamana To Hai Naukar Biwi Ka Lyrics – Kishore Kumar, Nishi Kohli
He sambhal are log mujhe
Kyu dete hai tana
Ha mai hu biwi ka deewana
Are to kya hua
Jamana to hai nokar biwi ka
Jamana to hai nokar biwi ka
Log mujhe kyu dete hai tana
Ha mai hu biwi ka deewana
Are to kya hua
Jamana to hai nokar biwi ka
Jamana to hai nokar biwi ka
Ha sare sahar ko ankh dikhaye
Sabki udaye khilli
Sohar bahar sher bane par
Ghar me bhigi billi
Sare sahar ko ankh dikhaye
Sabki udaye khilli
Sohar bahar sher bane par
Ghar me bhigi billi
Ghar ghar ka dastur yahi hai
Bambai ho ya dilli, kya
Jamana to hai nokar biwi ka
Jamana to hai nokar biwi ka
Jamana to hai nokar biwi ka
Har pooja se badkar dekhi
Maine patni pooja
Pyar me dooba biwi ke to
Or nahi kuchh sujha
Har pooja se badkar dekhi
Maine patni pooja
Pyar me dooba biwi ke to
Or nahi kuchh sujha
Dunia me khush rahne ka
Koi or na rasta duja
Kyu kyon ki
Jamana to hai noakr biwi ka
Biwi aisi kaha dusari mahu
Mahu mahu mahu
Karunga sari umar nokari
Mahu mahu mahu
Dunga mai din rat salami
Karunga mai din rat gulami
Par mujhe tu sacha dede
Dede dede dede kya
Dede bas ek bacha dede
Dede bas ek bacha dede
O dont be see shut up
Mai to bolunga
Mai to bolunga
Koi kuwara manea na mane
Ye wohi jane
Jamana to hai nokar biwi ka
Chhodo na
Jamana to hai nokar biwi ka
Off ho chhodo na
Jamana to hai nokar biwi ka
Dada ji dekh rahe hai
Jamana to hai nokar biwi ka
Off ho chhodo na.