Yeh Nigahein Lyrics – Antara Chowdhury, Sonu Nigam
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Haay mehfil mehfil kyun deewana
Yeh parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Toh kyun shama ko chumata hai
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Khubsurat si surat hai
In mein basi basi
Basa hai kaun bolo
Ke bolo na palak utha
Ke raaj e dil toh kholo
Jo tum nahi toh ghum nahi
Shamaaye bhi toh kam nahi
Kal honge hum nahi
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon ki
Hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai
Nazar mili toh ek keher
Sa banke toot legi
Yeh khwaahishein hai
Aake sarhadon ko tod dengi
Nazar mili toh ek keher
Sa banke toot legi
Yeh khwaahishein hai
Aake sarhadon ko tod dengi
Jaaona aji jaao bhi ja
Ja jaaona aji jaao bhi
Jindagi mein waise bhi
Ghum koi kam nahi
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Khubsurat si surat
Hai in mein basi basi
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai
Yeh nigaahein nigaahein
Nigaahein jhuki jhuki
Apani aahein labon
Ki hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana
Parwana ghumata hai
Jal jaayega jaanata hai
Par shama ko chumata hai.