Yeh Nazar Takti Hai Nishana Lyrics

in

"Yeh Nazar Takti Hai Nishana" Song Details:

Movie: Pyar Ki Baaten (1951)
Singer(s):Shamshad Begum
Lyricist(s):Behzad Lucknavi
Composer(s):Bulo C. Rani
Music Director(s):Bulo C. Rani
Genre(s):Romantic
Director(s):Akhtar Hussein
Music Label:© Saregama
Starring:Trilok Kapoor, Nargis, Cuckoo

Yeh Nazar Takti Hai Nishana Lyrics – Shamshad Begum

lyricsbogie.com
Yeh nazar takti hai nishana
Koi bhule se ghayal na ho
Yeh nazar takti hai nishana
Koi bhule se ghayal na ho
Is se bachkar rahe ye zamana
Koi nazro pe mayal na ho
Is se bachkar rahe ye zamana
Koi nazro pe mayal na ho

Nazar nahi hai ye hai
Mastiyo ka paimana
Nazar nahi hai ye hai
Mastiyo ka paimana
Isi ke milne se hota hai
Koi deewana
Isi ke milne se hota hai
Koi deewana
Isi nazar mein hai har
Zindagi ka afsana
Isi nazar mein hai har
Zindagi ka afsana
Yahi nazar ko bana dega
Sabse begana
Yahi nazar ko bana dega
Sabse begana
Hosh jisko ho apne bachana
Us nazar ke mukabil na ho
Hosh jisko ho apne bachana
Us nazar ke mukabil na ho
Yeh nazar takti hai nishana
Koi bhule se ghayal na ho

Yahi nazar to do aalam
Tabha karti hai
Yahi nazar to do aalam
Tabha karti hai
Yahi nazar to har ek dil mein
Raah karti hai
Yahi nazar to har ek dil mein
Raah karti hai
Yahi nazar to mitane ki
Chah karti hai
Yahi nazar to mitane ki
Chah karti hai
Ye war karti hai
Aur bepanah karti hai
Ye war karti hai
Aur bepanah karti hai
Is nazar se nahi kuch bhi pana
Koi apna hi katil na ho
Is nazar se nahi kuch bhi pana
Koi apna hi katil na ho
Yeh nazar takti hai nishana
Koi bhule se ghayal na ho.

Yeh Nazar Takti Hai Nishana Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.