Yeh Kya Kya Dikhati Hai Ye Zindagi Lyrics – Pankaj Udhas
Yeh kya kya dikhati hai ye zindagi
Hasne bhi na de rone bhi na de
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Hum apne hi ghar se nikale gaye
Ha nikale gaye
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi
Khud garzi dekho kaha tak girati hai
Har mod pe naya rup rachati hai
Khud garzi dekho kaha tak girati hai
Har mod pe naya rup rachati hai
Yaha paiso ke piche bhage hai log
Yaha duniya mein shan aur sohrat ka lobh
Yaha duniya mein shan aur sohrat ka lobh
Yaha jhuthi hai shan yaha jhutha dikhava
Yaha jhuthi hai shan yaha jhutha dikhava
Khud apne aap ko dhokha dete hai log
Aise hai log
Majburi dekho kis mod pe laye
Ye din kabhi dushmano pe na aaye
Majburi dekho kis mod pe laye
Ye din kabhi dushmano pe na aaye
Yaha gairo se badtar dekhe hai log
Yaha bikti wafaye bikte hai log
Yaha bikti wafaye bikte hai log
Yeh duniya hai natak
Pyar hai khel tamasha
Yeh duniya hai natak
Pyar hai khel tamasha
Ise jaisa bhi chahe nachate hai log
Nachate hai log
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi
Hasne bhi na de rone bhi na de
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Haye hamse to rutha hamara nasiba
Hum apne hi ghar se nikale gaye
Ha nikale gaye
Ye kya kya dikhati hai ye zindagi.