Yeh Jaati Paati Kaisi Lyrics – Aditya Narayan, Anuradha Sriram, G. V. Prakash Kumar, Shweta Mohan, Sujatha Mohan
Yeh geet pyar ke gaa mein kaha
Gaau kaha gaau kaha
Yeh swarg bhumi mein paaungi kaha
Paau kaha paau kaha
Yeh swarg bhumi mein paaungi kaha
Paau kaha paau kaha
Yeh geet pyar ke gaa mein kaha
Gaau kaha gaau kaha
Gaau kaha gaau kaha
Gaau kaha gaau kaha
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Nicha koi hoga na uncha koi hoga
Gandhiji se nehruji se humne suna hai
Nicha koi hoga na uncha koi hoga
Gandhiji se nehruji se humne suna hai
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Main bhi na padha likha raha
Ab to padha
Main bhi na padha likha raha
Ab to padha
Aapas mein saare hindustan mein
Bhai chaara hoga
Zagda koi hoga na tanta koi hoga
Aapas mein saare hindustan mein
Bhai chaara hoga
Yeh pyari dharti
Yeh pyari dharti hai pyara desh
Yeh shaan vishv ki
Amma suno amma
Amma suno amma ye janm bhumi
Yeh shaan vishv ki
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Nicha koi hoga na uncha koi hoga
Gandhiji se nehruji se humne suna hai
Nicha koi hoga na uncha koi hoga
Gandhiji se nehruji se humne suna hai
Yeh veer bhumi hai pyar se raho
Hindu muslim sikh isaai
Sab bhi to hai bhai
Yeh veer bhumi hai pyar se raho
Hindu muslim sikh isaai
Sab bhi to hai bhai
Dwar khol dil ke
Tu bandh na karna dwar dil ke
Dwar khol dil ke
Tu bandh na karna dwar dil ke
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Yeh jaati paati kaisi
Yeh jhuthe bandhan kaise
Hum pyare pyare bhole bhale
Khilte phool saare
Sab ka sangam hone do
Ganga jamuna milne do
Milne do milne do milne do milne do
Phoolo ko bhi khilne do
Mann ka mandir khulne do
Khulne do khulne do
Khulne do khulne do
Sab ka sangam hone do
Ganga jamuna milne do
Phoolo ko bhi khilne do
Mann ka mandir khulne do
Zulmo ko mit jaane do
Khushiyon ko bhi aane do
Mann ko mann se milne do
Aazadi ko palne do
Mann ko mann se milne do
Aazadi ko palne do
Gunjhe yeh awaaz vishv mein
Bharat mata ki jai ho
Jeeo jeene do sabko
Phool bahara chhod do.