Yeh Ishq Nahin Asan (Title Track) Lyrics – Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar
Mohabbat ke majaro se,
Mohabbat ke majaro se
Zara dil tham ke gujro,
Wafa ki yadgaro se
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Phoolo ke sahar ki sair nahi,
Phoolo ke sahar ki sair nahi
Ye to hai safar virano ka
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Ye iskh nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Phoolo ke sahar ki sair nahi,
Ye to hai safar virano ka
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Anjan musafir kya jane,
Anjan musafir kya jane
Nadan musafir kya jane
Nadan musafir kya jane
Is ishq mein sare dub gaye,
Is ishq mein sare dub gaye
Mojo mein kinare dub gaye,
Mojo mein kinare dub gaye
Le nam khuda ka dar toda
Is ishq se eye dil kar toba,is
Ishq se eye dil kar toba
Ruswa badi ye manzil hai
Kasti hai na koi sahil hai
Kasti hai na koi sahil hai
Kasti hai na koi sahil hai
Is ishq ke dariya mein
Hardam khatra hai sokh tufano ka
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Ye dono hi deewane the
Ye ik duje ke mastane the
Kitna tadpe hai roye hai
Chup se ab ab kabro mein soye hai
Dilwalo ki barat hai
Ye inke milne ki rat hai ye
Dilwalo ki barat hai
Ye inke milne ki rat hai ye
Lekin ye khusi itni kam hai
Phir bad mein to gham hi gham hai
Phir bad mein to gham hi gham hai
Phir bad mein to gham hi gham hai
Anjam yahi to hai yaro,
Anjam yahi to hai yaro,
Anjam yahi to hai yaro
In ulft ke afsano ka
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye ishq nahi
Ye ishq nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Ye iskh nahi asa ye kam hai
Bas deewano ka deewano ka
Phoolo ke sahar ki sair nahi,
Phoolo ke sahar ki sair nahi
Ye to hai safar virano ka.