Yeh Ishq Hai Lyrics

in

"Yeh Ishq Hai" Song Details:

Movie: Jab We Met (2007)
Singer(s):Shreya Ghoshal
Lyricist(s):Irshad Kamil
Composer(s):Pritam Chakraborty, Sandesh Shandilya
Music Director(s):Pritam Chakraborty, Sandesh Shandilya
Genre(s):Love
Director(s):Imtiaz Ali
Music Label:© T-Series
Starring:Shahid Kapoor, Kareena Kapoor
Release on:26th October, 2007

Yeh Ishq Hai Lyrics – Shreya Ghoshal

Haan hai koi to wajah
Jo jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya
Hua hai teri raahon mein
Aakar pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar

Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan o raama
Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

lyricsbogie.com
Todi maine sare hi
Bandhan zamane tere
Todungi na mein vada
Aadha hissa mere
To dil ki kahani ka tu
Piya mein baaki aadha
Dekho na dekho
Mujhe kya hua hai
Teri yaadhon mein kho kar
Pucho na pucha
Mujhe kya hua hai
Teri baton mein jeekar

Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan o raama
Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Mere jaise lakho
Mile honge tujhko
Piya mujhe to mila tuu hi
Tu hi mere hothon
Ki khilti hui si hasi
Gila bhi piya tu hi
Dekho na dekho
Mujhe kya hua hai
Tujhe sapno mein
Lakar dekho na dekho
Pucho na pucha
Mujhe kya hua hai
Teri baaton mein aakar

Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Haan hai koi to wajah
Jo jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya
Hua hai teri raahon mein
Aakar pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar

Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan o raama
Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
Yeh ishq haaye baithe bithaye
Jannat dikhaye haan.

Yeh Ishq Hai Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.