Yeh Husnwale Bade Beimaan Lyrics – Manas Mukherjee, Meenu Purushottam
Azakat chhut nahi sakti
Banawat ke asulo se
Ke khushbu,
Ke khushbu aa nahi sakti
Arey kagaj ke phulo se
Ye husnwale ye husnwale
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hakikat chhup nahi sakti hai
Lab par aa hi jati hai
Ye gumbad ki sada hai
Ye gumbad ki sada hai
Lautkar takra hi jati hai
Ye naujawan ye naujawan
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade beimaan hote hai
Ye banke tir nishana hume banate hai
Kabhi to rat me chhup chhupke milne aate hai
Kabhi ye dhamkiya dekar nazar bachate hai
Koi na samjha koi na jana
Inki adaye inka fasana
Pal me bana de ye kisi ko deewana
Pal me kare inkar
Kabhi baho me simatke
Kabhi sharmake lipat ke
Kabhi sanso me uatrke
Aur kabhi shiskiya bharke
Khinch lete hai ye daman
Jinse ban jate hai dushman
Ye banke tir nishana hume banate hai
Jo tir hum bnae phir ye kaman hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Hajaro marte hai jab bhi jawan hote hai
Ye husnwale bade beimaan hote hai
Gajab hai inko khuda
Par bhi aetbar nahi
Kisi jagha bhi inhe ek pal karar nahi
Ye badnasib deewane hoshiyar nahi
Mukhde ujle man hai kale
Ye hai hamare dekhe bhale
Matlab ke hai chahne wale dekha inka pyar
Phul pathar pe khilana shok inka purana
Tujhko chahe ye zara bhi
Man le usko khuda bhi
Jab badle nigahe bhul jate hai ye rahe
Gajab hai inko khuda
Par bhi aetbar nahi
Ye apne saye se bhi badguman hote hai
Ye naujawan bade baiman hote hai
Jaban lutne ko meharban hote hai
Ye naujawan bade baiman hote hai
Ye jismo jaan ka rishta hai kya kahe tumse
Tu hi batao ke phir dur kyu rahe tumse
Hum hai suraj tum ho chanda
Hum pe tum ho tum pe hum hai
Tum wada ho hum bhi kasam hai
Phir kaisi takrar
Phul hum hai tum ho khushbu
Hum hai payal tum ho ghungaru
Aish hum ahi tum ho laila
Hir hum hai tum ho ranjha
Dard hum hai tum masli ho
Tum ho jalwa hum hai parda
Jalwa parda jalwa jalwa
Parda parda parda.