Yeh Hath Hi Apni Daulat Hai Lyrics – Sudha Malhotra
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Hum mehnat karte aaye hai
Hum mehnat karte jayenge
Jab tak ye hath salamat hai
Kyu dan ke tukde khayenge
Kyu dan ke tukde khayenge
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Nirdhan ma bap ke bache hai
Sab aur sahare chhute hai
Yeh do hi sahare sache hai
Yeh do hi sahare sache hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Kya gam jo hamare mat pita
Sona chandi na jod sake
Wo achhe dil ke malik the
Wo lut ka mal na jod sake
Wo lut ka mal na jod sake
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Bhulenge na hum iss shiksha ko
Chori se mehnat behtar hai
Sukh ke liye zilat sahne se
Dukh sahne ki aadat behtar hai
Dukh sahne ki aadat behtar hai
Yeh hath hi apni daulat hai
Yeh hath hi apni taaqat hai
Kuch aur to punji paas nahi
Yeh hath hi apni kismat hai
Yeh hath hi apni daulat hai.