Yeh Hai Geeta Ka Gyan Lyrics

in

"Yeh Hai Geeta Ka Gyan" Song Details:

Movie: Sanyasi (1975)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):M. G. Hashmat
Composer(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director(s):Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Genre(s):Religious
Director(s):Sohanlal Kanwar
Music Label:© Saregama
Starring:Manoj Kumar, Hema Malini, Premnath

Yeh Hai Geeta Ka Gyan Lyrics – Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Karmanev adhikarshte
Ma falesu kadachan
Karam kiye ja fal ki
Ichha mat kar e insan
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Karam kiye ja fal ki
Ichha mat kar e insan
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan

lyricsbogie.com
Rup chand hai resm wala
Kapde ka vyapari
Bees baras tak sath me rahkar
Bhag gayi iski nari
Or agar wo sath me
Rahti mar jati bechari
Pati dev ke man bhai
Thi bala ek kuwari
Pati bana patni ka
Dusman sankat me thi jan
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan

Mrignayni si chanchal
Bala man me liye udasi
Dukh ke andar dab ihui
Hai sukh ki hai abhilashi
Kisi ke ghar ki rajkumari
Bani kisi ki dasi
Majburi ke aankh me
Aasu palke fir bhi pyasi
Pal pal dhoye armano
Ke ganga jal se kaun
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan

Kaun si duwidha aapke
Charno me inko le aayi
Kis chinta me magan hai
Dono kyu aanhke pathrayi
Ye mare hue hai ya jiwait
Bas marne hi wale hai devi
In dono dusto ne milkar
Kaisi chal chalai
Ek kans mama ban baitha
Ek duryodhan bhai
Karishna kans ka todega
Fir kalyug me abhiman
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan

Pahucha hua hai sadhu kya
Kya chamatkar dikhlaye
Bholi janta bole ishwar
Rup badal ke aaye
Vaid sastro ki bhasa kl
Ye dhongi kya jane
Ye pooja karwaye apni
Parbhu ko kya pahchane
Ye sadhu ke bhesh me
Daku roz pakhand rachaye
Rishiyo ko badnam
Kare santo pe dab lagaye
Din me dake dale papi
Rat me katal karaye
Sach bole sanyasi
Kabhi no ho iska kalyan
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Karam kiye ja fal ki
Ichha mat kar e insan
Jaise karam karega
Waise fal dega bhagwan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan
Yeh hai geeta ka gyan.

Yeh Hai Geeta Ka Gyan Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.