Yeh Faasle Yeh Dooriyan Lyrics – Lata Mangeshkar
Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Jaane kya hai bebashi
Bas na kisika chale
Sadiyo se badale nahi
Kudarat ke hai faisle
Kyon hai juda dono jahaa
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Ye fasle ye duriya kaisi hain ye majburiya
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Hotho ki hasi khil gayi
Ho kaise honghe lose juda
Shama hi jalti rahe
Tanha rahe kyon ye jism ja
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte
Ankho main agar ho asar
Mumkeen hai phir kya nahi
Ho chume zameen ke kadam
Ye aasman bhi kahi
Ek din mile dono jahan
Kaise kahe koi yaha
Zameen aasma nahi milte
Ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
Milke bhi kyu aakhir yaha
Zameen aasma nahi milte.