Yeh Dil Fareb Surat Lyrics – Manna Dey, Usha Khanna
Ye fitnagar adaae
Yeh dil fareb surat
Ye fitnagar adaae
Insaan kya fariste
Dekhe to sar jhuka
Sar jhukae
Taarif mein jhuki hai
Khuch khase ilfizae
Taarif mein jhuki hai
Khuch khase ilfizae
Jo aapko na jaane
Wo ye kareeb ha ha
Kareeb aaye
Tum kis kadar haseen ho
Tumko khabar nahi hai
Aankh uthe nasha aa jaaye
Zulf bikhre ghata si chha jaaye
Naaz andaaz hai nazakat hai
Uspe sadgi qayamat hai
Qayamat hai
Tum kis kadar haseen ho
Tumko khabar nahi hai
Dil ke kareeb aao
Aaina dikha ha dikhae
Dil ke kareeb aao
Hum aaina dikhae
Hum kya hai kya nahi hai
Hum khub jaante hai
Aap taarif kar rahe hai kyun
Itni taklif kar rahe hai kyun
Is tamase se fayada kya hai
Saaf kahiye mustava kya hai
Mustava kya hai
Hum kya hai kya nahi hai
Hum khub jaante hai
Kyun baate dil ki na maani
Hum kyun maan ha maan jaaye
Taarif mein jhuki hai
Khuch khase ilfizae
Mara mara mara mara mara mara
Mohan morli wale re
Ab to dars dikha de
Mohan morli wale re
Ab to dars dikha de
Radha ne jo ghani thi bodhak suna de
Mujhe suna de
Prabhu tumhae dars bina
Jivan hai ek sapna
In charno mein jagah mile
Mohan morli wale re wale
Ab to dars dikha de
To janam safal ho apna.