Ye Tanhaai Haay Re Haay Lyrics

in

"Ye Tanhaai Haay Re Haay" Song Details:

Movie: Tere Ghar Ke Samne (1963)
Singer(s):Lata Mangeshkar
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):S. D. Burman
Music Director(s):S. D. Burman
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Vijay Anand
Music Label:© Saregama
Starring:Dev Anand, Nutan
Release on:1st January, 1963

Ye Tanhaai Haay Re Haay Lyrics – Lata Mangeshkar

Yeh tanahaayi haay re
Haay jaane fir aaye naa aaye
Thaam lo bahe thaam lo bahe
Yeh tanahaayi haay re
Haay jaane fir aaye naa aaye
Thaam lo bahe thaam lo bahe

lyricsbogie.com
Jhum jhum gaau pyaar se sharmaau
Ek nasha sa mujhe ho chala
Teri meri chaahe roj badhi
Jaaye aur naa tute kabhi silsila
Dekh teri meri abb ek dagariyathaam lo
Bahe thaam lo bahe thaam lo bahe
Yeh tanahaayi haay re haay
Jaane fir aaye naa aaye
Thaam lo bahe thaam lo bahe

Aaj bane saathi dip aur bati
Jagamagaayi meri jindagi
Paake tere saaye kaun aage
Jaaye too mila toh mili har khushi
Tan mann chamake hain jaise bijuriya
Thaam lo bahe thaam lo
Bahe thaam lo bahe
Yeh tanahaayi haay re haay
Jaane fir aaye naa aaye
Thaam lo bahe thaam lo bahe

Aaj samay aaya maine tujhe
Paaya mai lata hoo tere pyaar ki
Phul naye laau tujhako mahakaau
Mai kali hoo tere haar ki
Pyaar ki hamaare amar ho umariya
Thaam lo bahe thaam lo bahe
Yeh tanahaayi haay re haay
Jaane fir aaye naa aaye
Thaam lo bahe hmm hmm thaam lo bahe.

Ye Tanhaai Haay Re Haay Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.