Ye Khel Hai Takdir Ke Lyrics – Manna Dey
Do chehre ek taswir ke
Ye khel hai takdir ke
Do chehre ek taswir ke
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Ye khel hai takdir ke do
Chehre ek taswir ke
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Kal jis rashte ko choda
Or chode bure karam
Fir se aaj un raho
Me dole wahi kadam
Kal jis rashte ko choda
Or chode bure karam
Fir se aaj un raho
Me dole wahi kadam
Dekh re dekho ye
Aadmi kuch bhi nahi
O sab khel hai takdir ke
Do chehre ek taswir ke
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Duje ka ye dukh samjhe
To aisa ho bekarar
Manaw kya hai dekhe
To data ko aaye pyar
Duje ka ye dukh samjhe
To aisa ho bekarar
Manaw kya hai dekhe
To data ko aaye pyar
Daulat kya ye to dil
Kat de or bat de
O sab khel hai takdir ke
Do chehre ek taswir ke
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Aankho se aasu
Chalkaye tufan aah ka
Dhabba fir bhi jaye
Na pichle gunah ka
Aankho se aasu
Chalkaye tufan aah ka
Dhabba fir bhi jaye
Na pichle gunah ka
Kismat ka mara
Majbur hai lachar hai
O sab khel hai takdir ke
Do chehre ek taswir ke
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi
Bhagwan bhi saitan bhi
Kya chiz hai insan bhi.