Ye Katha Bhakt Lyrics

in

"Ye Katha Bhakt" Song Details:

Movie: Ram Bhakta Vibishan (1958)
Singer(s):Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Lyricist(s):Saraswati Kumar Deepak
Composer(s):Ajit Merchant
Music Director(s):Ajit Merchant
Genre(s):Playful
Director(s):Samar Chatterjee
Music Label:© Saregama
Starring:Nirupa Roy

Ye Katha Bhakt Lyrics – Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)

Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Bhagwan ko chinta rehti hai
Bhakto ke kalyan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

lyricsbogie.com
Jab jab bhid padi bhakto par
Parbhu ne aan ubhara
Bal bhakt prahlad ko hari ne
Narsingh banker tara
Bhakto ke karan aate hai
Kayadar inshan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Tareta yug me jab ravan ne
Tribuvan ko dahlaya
Veer sindhu tajdeer bandhu ne
Nar ka roop banaya
Bhakt vibishan ka dukh harne
Chale raam aur janaki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Site site hey site sun
Parankuti akulaayi
Parankuti ke sath hui thi
Suni kutiya pran ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Kehde na bhagwan se jakar
Ab na kare ve dheri
Agar nahi aapaye to hogi
Yaha rakh ki dheri
Hai mujhko har ghadi partiksha
Bhagwan ki muskan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Bhagwan ko chinta rehti hai
Bhakto ke kalyan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Dahram ja raha punya ja raha
Lanka neer bahati
Aaj abaga diya chod ke
Dur ho rahi bati
Nahi khabar thi ravan ko kya
Nahi khabar thi ravan ko kya
Takat parbhu ke maan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Teen lok se nayari mahaima
Do aksar ke naam ki
Do aksar ke naam ki
Tair rahe pathar pani par
Ye leela hai raam ki
Tair rahe pathar pani par
Ye leela hai raam ki
Mahima vedh puran sunate
Mahima vedh puran sunate
Mahima vedh puran sunate
Bhagwan ke vardan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki

Bhakt vibishan ne bishan bankar
Kiya anupan tyag re
Kiya anupan tyag
Chada diya parbhi ke charno pe
Jivan ka anurag
Jivan ka anurag
Likhi bhakt ne putra rakt se
Likhi bhakt ne putra rakt se
Ye gatha balidan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki
Ye khata bhakt bhagwan ki.

Ye Katha Bhakt Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.