Ye Bahakti Ghataaye Lyrics

in

"Ye Bahakti Ghataaye" Song Details:

Movie: Rustom-E-Rome (1964)
Singer(s):Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Naza Sholapuri, Zafar Rahi
Composer(s):Suresh Kumar
Music Director(s):Suresh Kumar
Genre(s):Playful
Director(s):Radhakant
Music Label:© Saregama
Starring:Dara Singh, Azad, Vijaya Choudhury

Ye Bahakti Ghataaye Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
Ye bahakti ghataaye
Ye mahakt hawaaye
Kah rahin hain hamse
Tumse jaane kya afsana
Kahti hain ye ghataaye
Kahti hain ye hawaaye
Dhadkano ke saaz par
Ab chhed dil ka taraana
Ye bahakti ghataaye

Kyaa haseen baharein
Kya jawaan hai mausam
Chaa raha hai dil par
Ik nashe ka aalam
Chaa raha hai dil par
Ik nashe ka aalam
Ishq hai husn hai
Aur phir tanhaayi
Ye bahakti ghataaye
Ahaa ye mahakti hawaaye
Kah rahin hain hamse
Tumse jaane kya afsana
Ye bahakti ghataaye

Patharo ke naghme
Waadiyo ke gaaye
Aaj ham khwaabo
Ki anjuman me aaye
Aaj ham khwaabo
Ki anjuman me aaye
Raat din pyaar ke
Aarzu sharmaaye
Ye bahakti ghataaye
Ye mahakti hawaaye
Kah rahin hain hamse
Tumse jaane kya afsana.

Ye Bahakti Ghataaye Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.