Ye Aur Baat Ke Insaan Banke Lyrics – Chandan Dass
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Magar woh sakhas zameen par
Khuda ka saya hain
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Dhundate ho kyun tum usko
Meri nigaah mein kyun
Dhundate ho kyun tum usko
Nigaah mein nahi woh
Rooh mein samaya hain
Nigaah mein nahi woh
Rooh mein samaya hain
Magar woh sakhas zameen par
Khuda ka saya hain
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Bahot haseen hain aata hain
Uspe pyar bahot
Bahot haseen hain aata hain
Uspe pyar bahot
Magar ye baat bhi sach hain
Ki woh paraya hain
Magar ye baat bhi sach hain
Ki woh paraya hain
Magar woh sakhas zameen par
Khuda ka saya hain
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Main kyun na uske kadam
Lelun apni palko par
Main kyun na uske kadam
Lelun apni palko par
Woh aasmaan se utar
Kar zameen par aaya hain
Woh aasmaan se utar
Kar zameen par aaya hain
Magar woh sakhas zameen par
Khuda ka saya hain
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai
Ye aur baat ke insaan banke aaya hai.