Yahan Main Ghar Ghar Kheli (Title) Lyrics – Shreya Ghoshal
English
Aangan hai jaise babul ki bagiya
Bitiya hai jaise babul ki chidiya
Mere babul ki bagiya mein khel khilone
Gudde gudiya
Mauj manati
Hukam chali
Bhayia ki kabhi behan ki saathi
Maa thi meri saheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli
lyricsbogie.com
Nazar lage na iss bagiya koKajal ka lagaun main
Iss ghar ko aur maa babul ko
Mann me roz chupayun mein
Samajh na chaati
Samajh na paati
Kyun duniya ye nazar lagathi
Dekh ke ye swaran haveli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan main ghar ghar kheli
Yahan ki har atkheli
Yahan main ghar ghar kheli.