Yahan Ke Hum Sikander Lyrics – Jatin Pandit, Lalit Pandit, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Vo sikandar hi
Doston kehlaata hain
Haari baazi ko jeetna
Jise aata hain
Niklenge maidan mein
Jis din hum jhoomke
Dharti dolegi ye
Kadam choomke
Hey wo sikandar hi
Doston kehlaata hain
Haari baazi ko jeetna
Jise aata hain
Niklenge maidan mein
Jis din hum jhoomke
Dharti dolegi ye
Kadam choomke
Jo sab karte hain yaaron
Vo kyon hum tum karein
Yoonhi kasrat karte karte
Kaahe ko hum marein
Gharwaalon se teacher se
Bhala hum kyon darein
Yahan ke hum sikandar
Chaahein to rakh lein
Sab ko apni jeb ke andar
Arre humse bachke
Rehna mere yaar
Nahin samjhe hain
Vo humein to kya jaata hai
Haari baazi ko jeetna
Humein aata hain
Ye galiyan apni ye raste apne
Kaun aayega apne aage
Hey raahon mein
Humse takrayega
Jo hat jayega vo ghabraake
Yahan ke hum sikandar
Chaahein to rakh lein
Sab ko apni jeb ke andar
Arre humse bachke
Rehna mere yaar
Nahin samjhe hain
Vo humein to kya jaata hain
Haari baazi ko
Jeetna humein aata hain
Yeh bholi bhaali matwaali pariyan
Jo hain ab daulat pe qurbaan
Jab keemat dil ki ye samjhengi to
Humpe chhidkengi apni jaan
Yahan ke hum sikandar
Chaahein to rakh lein
Sab ko apni jeb ke andar
Arre hum bhi hain
Shehzaade gulbaag
Nahin samjhe hain
Vo humein to kya jaata hain
Haari baazi ko
Jeetna humein aata hain
Jis din hum jhoomke
Dharti dolegi
Yeh kadam choomke
Hey niklenge maidan mein
Jis din hum jhoomke
Dharti dolegi
Yeh kadam choomke
Nahin samjhe hain vo
Humein to kya jaata hain.