Yaari Hai Imaan Mera Yaar Meri Lyrics – Manna Dey
Gar khuda mujse kahe
Gar khuda mujse kahe
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu me ye maangu
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao ham nivaala
Hamsafar hamraaz ho
Ta qayaamat ta qayaamat
Jo chiraago ki tarha jalte rahe
Mera yaar meri zindagi
Yaar ho bando se ye oh
Yaar ho bando se ye
Sabse badi hai bandagi
Yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Saaz-e-dil chhedo jaha me
Saaz-e-dil chhedo jaha me
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo
Jaha me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai
Unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya
Pyar leke noor aaya
Pyar leke taazgi yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Are jaan bhi jaaye agar
Jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar
Yaari mein yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho gham geen
Matlab ham nahi
Ham jaha hai us jagaah
Ham jaha hai us jagaah
Jhoomegi naachegi khushi
Yaari hai
Are yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Aa
Gul-e-gulzaar kyu
Bezaar nazar aata hai
Gul-e-gulzaar kyu
Bezaar nazar aata hai
Chashme pat ashiqaar
Yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara
Haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat
Kya hai ye bataade tu
Kahe to aasmaa se
Chaand taare le aau
Haseen jawaan aur
Dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu
Tera mamnoon hu
Tumne nibhaaya yarana
Teri hasee hai aaj
Sabse bada nazraana
Teri hasee hai aaj
Sabse bada nazraana
Yaar ke haste hi
Yaar ke haste hi
Mehefil pe jawaani chha
Gayi chha gayi yaari hai
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Yaari hai meri imaan
Mera yaar meri zindagi
Oh eh qurbaan qurbaanoy.