Yaar Mila Tha Lyrics – Madhushree, Udit Narayan
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Aankhon mein sapne dil mein leke
Pyaar mila tha saiyaan
Kya main karti saaiyan baiyan
Kya main karti saiyaan
Teri yaad mien kitni sadiyyan
Aah bharti saiyan
Aaree kuch to sharm kar leti
Aab kya kahengi duniya
Kyun uske sang ho li
Us peepal ki chaaiyaan
Socha nikal loon par pallu woh khencha
Zor se
Bola sandesa hai laaya woh teri aur se
Haaye dil ghayal
Zakhmi jiya
Kaise jeeye ab tere piya
Maar diya dulhaniya tu ne
Maar diya dulhaniya
Jeete jee apne saiyaan ko
Maar diya dulhaniya
Yaar mila tha saaiyaaan ek din
Yaar mila tha saaiyaaan
Batana yu sata
Main teri raah takti thi
Raah takti thi to khafa
Ho gayi thi tu ya bewafa
Ke panghat pe
Ghoonghat ke bina
Jaa baithhi kaise tu woh bhi mere bina
Usi panghat pe
Jahan jhat se
Pehli baar thaami thi maine
Teree kalayi
Harjayi
Jahan dhoop se hum bache the jahan
Nache the
Apne kadam
Aur besharam woh kalayi tu thama ke aayi
Haathon mein na jaane
Kis khotte ke
Kiss potte ke
Mere hote se par sote se
O o o
Par tu ne hi to usse bheja na?
O o o o
Ke mera pyaar piya ko dejana
Yaar bulaya saiyaan
Lag jaa a gale dulhaniya
Bhooli saari duniya
Duniya lakh jale dulhaniya
Arre teri waffa ke kisse
Ab ga rahi hai duniya
Har maa kahe bete se
La aise dulhaniya
Haay dil ghayal zakhami jiya
Jeeye bas jeeye ab mera piya.