Woh Sharabon Se Door Rehte Hain Lyrics – Dinesh Arjuna
Zindagi ek lailaaz marz ho jaati
Phir shaam ko kaun sanvaarta
Aur tanhaai ko khubsoorat kaun banata
Fizaao ko khushboo daar rang kaun ata karta
Ye toh khuda ki nemat hi hain
Ke hum shabo roz sharaab ki
Mohabbat mein giraftaar hain
Woh sharabon se door rehte hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Woh meri baat sun-ne aaye hai
Dosto ab zara sambhalte hain
Dosto ab zara sambhalte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Ek khushboo si fail jaati hai
Yaad hum jab bhi un ko karte hain
Yaad hum jab bhi un ko karte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Unko jeene ka fan nahi aaya
Muft mein rind se bigadte hain
Muft mein rind se bigadte hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Khaak kya zindagi samajhate hain
Woh sharabon se door rehte hain.