Woh Banda Nai Lyrics – Talha Anjum, Talhah Yunus
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Anti social, you cant reach me on my phone
King of my city, i just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nahi milne wala rap se
Who made the boy, go and get it on his own
Flow so sick, need a sick leave
Never let a fight pick me
Bhot hard, bhot deep, ye karachi baat cheet
Tu karachi aa sahi, tu karachi ka nahi
Tere jaise bhoto ko toh karachi kha gayi
Tu karachi ko twitter pe aake, baji na de
Tu koi haji mastan ya phir d k rao nahi
Mera record dekh, i am not to fuck around with
Jutte ragad ke
Khada idhar main chadu nahi sarpe
Bol bacchan badh gaye
Gaane pe gaana recording pe jaana
Maa intezar kare ghar pe
Gawah ye galiyan naake aur sadke
Mardo ke matter mein bolte nahi ladke
Mard e mazahir, ye kafan hai sar pe
Main diss kaise karta unhe
Woh mujhe sun ke hi diss karna seekhe hai
Mein kaise dikhau ab neecha
Unko jo pehle se hi mere neeche hai
Lekin abhi bhi jo kare mujhe doubt
Ki mein agle gaane mein shayad hard nahi aaunga
Aaunga mein aaunga maut jaise aaunga
Class mein bithaunga, sakbo sikhaunga
Jo seekhe maine zindagi ke ab tak
Dil se bade khwaab,
Khwaabo se bade faisle
Meri jaat se bada mera maksad
Like sirf asliyat, usi ka toh faiz ye
Galib hue sarhad ke us taraf tak
Bak bak lagi rehti har waqt, yaha waha
Chik chik gossips, disses, shots, misses
Unity nahi, ladke bante hai b*tches
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Anti social, you cant reach me on my phone
King of my city, i just sit and watch the throne
Who told the boy kuch nahi milne wala rap se
Who made the boy, go and get it on his own.
Zindagi juaa hai maine jala diye
Patte woh tash kiye
Marde majaae ye sadke gawaah hai
Beshaq meri kala ko baat de
Baazi chamaat se
Pair inke kaapte in ankho mein zankh be
Belafzo mein jaan de khali maidan the
Jab se main aaya hoon banke toofan
Chal kamaan dekh
Karachi mere khoon mein apne huye alaah te
Ham raapte main raat se gham mein bhi ham sath the
Shares ye mere baat te ham nahi hai ameer baap ke
Todunga tere daant main nai hai hawalaat se
Par jinse pehle shaad de par maloom mujhe raaste
Ye gaane jalne walo ke chade huye dimaag pe
Lingo hamari japte padente tujhe rapte
Range kimzi yard dekh scince nai mizaaz dekh
Nai hota kaabu main tera zameer hoon
Kabhi iqbal mein kabhi main meer hoon
Kabhi main ghalib aur kabhi main shreet hoon
Aaye na galle moaayena main jise bottal sa veer hoon
Kabhi main murshid aur kabhi main peer hoon
Kabhi main aalim dil ka ameer hoon
Baatun main ilm aur door ka raqeeb hoon
Khoon e jigar hip-hop hi mera ghar
Tu hai kidhar kyun phire darbadar
Maare yun turn uski topi iske sar
Mere gall sun na baad mein
Tu pehle jake padh
Taaki aaye kuch samajh
Tu bhi zamane se lad
Aage badh mat akad
Tu bhasad mein na pad
Underground leke aaya main sim
Jokhay on the beat denge
Pair shuru kiya ye safar
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai
Nai nai nai nai
Mein woh banda hi nai
Mujhe duniya daari ka kuch patai nai
Kabhi kabhi lage saare mere apne
Kabhi kabhi lage koi mera saga nai.