Wo Ek Nigaah Kyaa Mili Lyrics – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Wo mere peechhe
Haath dhoke pada hai
Bachal le mujhe bacha le mujhe
Wo mere peechhe
Haath dhoke pada hai
Bachal le mujhe bacha le mujhe
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Zara wo muskuraa diye
Shamaaye jaise jal gayi
Zara wo muskuraa diye
Shamaaye jaise jal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Ahahahahaha he he he he he he
Kabse dil ko is ghadi
Ka intezaar tha
Shaam sahar mera
Pyaar bekaraar tha
Kabse dil ko is ghadi
Ka intezaar tha
Shaam sahar mera
Pyaar bekaraar tha
He he sitaara wo chamak
Utha to kismaten badal gayi
Sitaara wo chamak utha
To kismaten badal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Meeta meetha laa-ilaaz ek dard tha
Kya bataaun dil ko mere kaisa marz tha
Meeta meetha laa-ilaaz ek dard tha
Kya bataaun dil ko mere kaisa marz tha
He he mareez ispe jee
Sakenge haalate sambhal gayi
Mareez ispe jee sakenge
Haalate sambhal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Hahahahahaha hahahhaha
He hahahahahaha
Jee phiraa ke yaa me kaisi bekasi
Kaise paas aayen raah soojhti na thi
Jee phiraa ke yaar me kaisi bekasi
Kaise paas aayen raah soojhti na thi
Tera hazaar shukriyaa
Musibaten wo tal gayi
Tera hazaar shukriyaa
Musibaten wo tal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Zara wo muskura diye
Shamaaye jaise jal gayi
Zara wo muskura diye
Shamaaye jaise jal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi
Wo ik nigaah kya mili
Tabiyaten machal gayi.