Uzr Aane Mein Bhi Hai Lyrics – Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar)
Uzr aane mein bhi hai
Uzr aane mein bhi hai
Aur bulaate bhi nahi
Uzr aane mein bhi hai
Aur bulaate bhi nahi
Baais-e-tark-e-mulaakaat
Bataatein bhi nahi
Uzr aane mein bhi hai
Chilaman se lage baithe hai
Khoob paradaa hai ke
Chilaman se lage baithe hai
Saaf chhupate bhi nahi
Saaf chhupate bhi nahi
Saamane aate bhi nahi
Saaf chhupate bhi nahi
Saamane aate bhi nahi
Uzr aane mein bhi hai
Ho chukaa qataa taalluq to
Jafaaein kyun ho
Ho chukaa qataa taalluq to
Jafaaein kyun ho
Jinako matalab nahi rahata
Jinako matalab nahi rahata
Woh sataate bhi nahi
Jinako matalab nahi rahata
Woh sataate bhi nahi
Uzr aane mein bhi hai
Zist se tag ho ai daag to
Jeete kyun ho
Zist se tag ho ai daag to
Jeete kyun ho
Jaan pyaari bhi nahi
Jaan pyaari bhi nahi
Jaan se jaate bhi nahi
Jaan pyaari bhi nahi
Jaan se jaate bhi nahi
Uzr aane mein bhi hai.