Ustadi Ustad Se Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Manna Dey
Sari mehfil se kahte the
Ishq ka jo dava karte the
Sari mehfil se kahte the
Husan ka toade ge garur vo
Jane fir vo mere hazur vo
Kyu nahi aaye yaha
Ho chali hai shab jawa
Nahi achi mohtarma
Is kader bhi besabri
Hum ustad hai vo jo
Kabhi haare na bazi
Marad ka yu uljhna vo bhi aurat se toba
Dekh ustad ki nahi hai saan ke bala
Kon asli hai haidar
Kon asli hai kon nakali hai
Kon asli hai haidar hai raaz kaise khulega
Asli haidar hai hum haidarabad
Asli haidar hai hum haidarabad
Nahi chalegi,nahi chalegi
Nahi chalegi ha
Nahi chalegi,nahi chalegi
Nahi chalegi ha
Ustadi ustad se chup
Bazi haidar hai hum ghazibad ke
Bazi haidar hai hum ghazibad ke
Nahi chalegi,nahi chalegi
Nahi chalegi ha
Nahi chalegi,nahi chalegi
Nahi chalegi ha
Ustadi ustad se
Asli haidar hai hum haidarabad
Bazi haidar hai hum ghazibad ke
Humse uljaha hai jo vo haara hai
Choad do jid ye maal hamara hai
Jaan dedege jid na chodege
O maal hatho se jane na dege
Tu chiz ki ye nipu maang nichoada tanu
Dati vich paa ke lassi vanng bilova tanu
Suno ghazibadi khud ko na samjho bazi
Arey ja haidarabadi uda jayege bazi
Ha ager aisa dava hai
To fir hum bhi razi
Arey bach ke rey
Tute na sisa takra ke folaad se
Tute na sisa takra ke folaad se
Aji nahi chalegi,nahi chalegi
Nahi chalegi ha
Ustadi ustad se
Asli haidar hai hum haidarabad
Bazi haidar hai hum ghazibad ke
Aa gaye apni jaan ke dusman
Lo bachao ab inse tum daman
Choad de yaara ye china chapati
Soda tay karle tu fifty fifty
Hamare hath se ye chiz na nikal jaye
Kahi na baad me teri niyat badal jaye
Choad ke dusmani ye faisala karlo aaps me
Mai dil dono ko dugi
Kar do do tukade dil ke
Kaho fir haidar bhai
Nahi koi burayi
Dono haidar hai fir jhakade kis baat ke
Dono haidar hai fir jhakade kis baat ke
Fir bhi nahi chalegi
Ha ha nahi chale gi
Bilkul nahi chalegi
Ustadi ustad se.