Us Mulk Ki Sarhad Ko Koi Chhu Nhi Sakta Lyrics – Mohammed Rafi
Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe
Har tarah ke jajbat ka alan hai ankhe
Sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe
Sabnam kabhi shola kabhi tufan hai ankhe
Ankho se badi koi taraju nahi hoti
Ankho se badi koi taraju nahi hoti
Ghulta hai basar jisme wo mijan hai nakhe
Ghulta hai basar jisme wo mijan hai nakhe
Ankhe hi milati hai jamane me dilo ko
Ankhe hi milati hai jamane me dilo ko
Anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe
Hay anjan hai ham tum, agar anjan hai ankhe
Lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti
Lab kuchh bhi kahe usse hakikat nahi khulti
Insan ke sach jhuth ki pahchan hai ankhe
Insan ke sach jhuth ki pahchan hai ankhe
Ankhe na jhuke teri kisi gair ke age
Ankhe na jhuke teri kisi gair ke age
Dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe
Hay dunia me badi cheez meri jaan hai ankhe
Oooo oooo ooo
Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Us mulk ki sarhad ko koi chhu nahi sakta
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe
Jis mulk ki sarhad ki nigeban hai ankhe.