Tute Hue Khabon Ke Chubhan Lyrics – Anup Jalota
Aankhon ki bhi barbaadi daaman ki bhi ruswai
Hum log samandar ke bichhade huye saahil hain
Uss paar bhi tanhaai iss paar bhi tanhaai
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti

Ab roke bhi aankhon ki jalan kam nahin hoti

Hotho se peeye chahen nigaho se churae
Hotho se peeye chahen nigaho se churae
Zaalim teri khushboo e badan kam nahin hogi
Zaalim teri khushboo e badan kam nahin hogi
Ab roke bhi aankhon ki jalan kam nahin hoti
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti
Milna hain to mil jaao yahin hasra mein kyaa hain

Ek umra mere waada shikan kam nahin hoti
Ek umra mere waada shikan kam nahin hoti
Ab roke bhi aankhon ki jalan kam nahin hoti
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti
Kitane bhi ghane re..kitane bhi ghane re..
Kitane bhi ghane re ho teri zulf ke saaye

Ek raat mein sadiyo ki tapan kam nahin hoti
Ek raat mein sadiyo ki tapan kam nahin hoti
Ab roke bhi aankhon ki jalan kam nahin hoti
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti
Tute hue khabon ke chubhan kam nahin hoti.