Tune Abhi Dekha Nahin Lyrics – Kishore Kumar
Tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai to maanaa nahi
Mujhe pahachaanaa nahi
Duniya divaani meri
Mere pichhe pichhe bhaagi
Kis men hai dam yahaan
Thahare jo mere aage
Mere aage aanaa nahi
Dekho takaraanaa nahi
Kisi se bhi haare nahi ham
Jo soche jo chaahe
Wo kar ke dikhaade
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Jo soche jo chaahe
Wo kar ke dikhaade
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai to maanaa nahi
Mujhe pahachaanaa nahi
Duniya divaani meri
Mere pichhe pichhe bhaagi
Kis men hai dam yahaan
Thahare jo mere aage
Mere aage aanaa nahi
Dekho takaraanaa nahi
Kisi se bhi haare nahi ham
Jo soche jo chaahe
Wo kar ke dikhaade
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Jo soche jo chaahe wo
Kar ke dikhaade
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai
Hum aate jate raaho main
Kab kise kyaa ghul khilaye
Jo ulje wo sulje hum
Kyaa kamaal kar jaaye
Hum aate jate raaho main
Kab kise kyaa ghul khilaye
Jo ulje wo sulje hum
Kyaa kamaal kar jaaye
Hyyyy
Phuulon ki raahon se
Kaaton ko hataa dein
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Are tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai
Ham aag lagaa dein paani men
Patthar pe phuul khilaayen
Bin mausam bin baadal
Rimjhim saavan barasaaye
Ham aag lagaa dein paani men
Patthar pe phuul khilaayen
Bin mausam bin baadal
Rimjhim saavan barasaaye
Puurab ke suuraj ko
Pashchim se ugaa dein
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Are tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai
Are ham manamauji mastaane
Masti ke saaj bajaayen
To jhuumen ye dharati o
Chaand sitaare gaaen
Are ham manamauji mastaane
Masti ke saaj bajaayen
To jhuumen ye dharati o
Chaand sitaare gaaen
Hyyy..
Hum naache to yaaro
To saath nach de
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein
Tune abhi dekha nahi
Dekha hai to jana nahi
Jana hai to maanaa nahi
Mujhe pahachaanaa nahi
Duniya divaani meri
Mere pichhe pichhe bhaagi
Kis men hai dam yahaan
Thahare jo mere aage
Mere aage aanaa nahi
Dekho takaraanaa nahi
Kisi se bhi haare nahi ham
Jo soche jo chaahe
Wo kar ke dikhaade
Ham wo hain jo do aur
Do paanch bana dein.