Tumse Kahe Ya Hum Na Kahe Lyrics – Alka Yagnik, Udit Narayan
Tumse kahen ya hum na kahe
Bahki hui kyuon hai ye dhakane
Hatho me yun to haath hai
Lekin dil me jo baat hai
Tumse kahen ya hum na kahe
Tumse kahen ya hum na kahe
Teeno ghumte raat me
Tum,chand aur me, in rahoon me
Aur chalte chalte hum teeno gate geet koi
Har su ho jaise tum,me to hoon jaise gum
Aankhon me ghul gaya ye sapna
Chahe dekhun kahi chaho sochun kabhi
Yaadoen ke rango se jaise jidagi
Tumse kahen ya hum na kahe
Dil kehta hai aise hi rahe
Mehke lamhat saare lekin jajbat saare
Tumse kahen ya hum na kahe
Tumse kahen ya hum na kahe
Gunji hai har disha gaa rahi hai ye fiza
Sun raha hai jise ye gagan
A gayi tum karib jag utha hai naseeb
Hoon me anjani na jani kya kehti hai dhadkan
Tumse kahen ya hum na kahe
Aarzoo kaise is dil me hai
Kaise ye aarma hai,do dil kyoun heraain hai
Tumse kahen ya hum na kahe.