Tumhi Karo Uddhar Gange Lyrics – Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Kare sab ke kalyan mayi haye
Gange jag ki mata tere punye
Pado me janme
Tribhuvan shish jhukata
Bhagirath ne jigar bhakti se
Apna shankh bajaya usi panth ko
Patit pawani maa tumne apnaya
Haridwar kashi prayag ko
Tumne turath banaya
Aaj humare jeevan
Par maa dukh ka badal chaya
Gange gange
Tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar gange
Tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Bhikh daya ki de de maiya
Tere hath hajar gange tum hi
Karo udhar tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Dharti ka dukh tala
Brahma ji ka saja kamandal
Shiv ne bhar sambhala
Sath hazar ki har li
Jag jwala tere pawan ganga
Jal ne jag nirmal kar dala
Dwar tumhre aaya maiya chod
Jagat ke dwar
Gange tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Bhikh daya ki de de maiya
Tere hath hajar gange tum hi
Karo udhar tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Aao gange punye tarange mera
Mukat dham ko ganga maiya
Mujhko rah dikho ya to daarshan
De kar mata dukh ki ghata hatao
Ya lehro ke hath badhkar is tan ko
Le jao aao aao aao gange.