Tum Kaho To Lyrics – Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan
Keh kar subah kar du
Tum kaho to suraj se
Keh kar subah kar du
Tum kaho to chand se
Kar ke baat kar du raat
Tum kaho to aasma ko
Aaj taaro se bhar du
Tum kaho to aaj kar
Du main dil ki baat
Tum kaho to main khushbuo
Se shama bhar du
Tum kaho to udne lagu
Main hawa ke sath
Tum kaho to is jaha ko
Aaj baho mein bhar lu
Tum kaho to aaj sun
Lu main dil ki baat
Tum kaho to suraj se
Keh kar subah kar du
Har ek pal sanam
Yuhi khilta rahe
Yuhi muskurata rahe
Ho ho tere liye shama
Yuhi roshan rahe
Jaha yuhi gata rahe
Aao hum bhi gunguna
Le jaha ke sang
Rang le phulo se leke rang
Muskura le hum is pal ke sath
Tum kaho to suraj se
Keh kar subah kar du
Tum kaho to chand se
Kar ke baat kar du raat
Tum kaho to asma ko
Aaj taaro se bhar du
Tum kaho to aaj kar
Du main dil ki baat
Tum jo kaho tumhari
Har ek aarzoo ko
Apni manzil man lu
Ho ho tum jo
Kaho tumhare dil ki
Chahato ko apna
Maksad jan lu
Aisa hai to aur
Kya chahiye sanam
Tum jo mil gaye
To na koi gham
Bas khushi hai
Hardam apne sath
Tum kaho to suraj se
Keh kar subah kar du
Tum kaho to chand se
Kar ke baat kar du raat
Tum kaho to aasma ko
Aaj taaro se bhar du
Tum kaho to aaj
Kar du main dil ki baat
Tum kaho to suraj se
Kah kar subah kar du
Tum kaho to main
Khushbuo se shama bhar du
Tum kaho to suraj se
Keh kar subah kar du
Tum kaho to main
Khushbuo se shama bhar du.